urdu poetry,urdu shayari,Ghazals, Roz Taaron Ko Numaish Mein Khalal Parta Hai Chand Pagal Hai Andheray Mein Nikal Parta Ha

urdu poetry,urdu shayari,Ghazals, Roz Taaron Ko Numaish Mein Khalal Parta Hai Chand Pagal Hai Andheray Mein Nikal Parta Ha


Roz Taaron Ko Numaish Mein Khalal Parta Hai  Chand Pagal Hai Andheray Mein Nikal Parta Ha




 Roz Taaron Ko Numaish Mein Khalal Parta Hai

Chand Pagal Hai Andheray Mein Nikal Parta Ha


Aik Dewana Musafir Hai Meri Aankhon Mein

Waqt Be Waqt Thehrta Hai Chal Parta Hai


Apni Tabeer Ke Chakar Mein Mera Jagta Khwab

Roz Suraj Ki Tarah Ghr Se Nikal Parta Hai


Roz Pathar Ki Hamayat Mein Ghazal Likhte Hain

Roz Sheshon Se Koi Kaam Nikal Parta Hai


Us Ki Yaad Ayi Hai Saanso Zara Aahista Chalo

Dharkno Se Bi Ibadat Mein Khalal Parta Hai


रोज तारेन को नुमाईश में खलल पड़ती है

चांद पागल है अंधारे में निकले भाग हा

एक दीवाना मुसाफिर है मेरी आंखें में

वक़्त हो वक़्त थर्राता है चल पत्ता है

आपनी तबीर के चकर में मेरा जग ख्वाब

रोज सूरज की तरहा घर से निकल के भाग गया

रोज पठार की हमायत में गजल लखते हैं

रोज शीशों से कोई काम निकल पावता है

उस की याद आयी है सन्सो जरा आहिस्ता चलो

धर्को से बी इबादत में खलल पार्ट है

Post a Comment

0 Comments